बुधवार, 15 जून 2016

Android Phone Me Fix Volume Ko Kaise Increase Karte Hai in Hindi>>SFTWR

 
Android Phone Me Fix Volume Ko Kaise Increase Karte Hai Ussd Code Se

Hi Friends Aaj Hum Aapko Batane Wale Hai Ki Kaise kisi bhi Android Phone Ke Fix Volume ko Hum Badha Sakte Hai bo bhi ussd code se Bhut se Android Phones Ashe Hote hai jinka volume kitna bhi badha lo par Aawaj Me wo Baat nhi Aati is ke Jariye Aap Apne Phone ki Maxmim Volume ko Increase kar Payege is post se So Dhayan Se Pade is puri post ko


Apne Android Phone Ka Maxmim Volume Increase Kab Kare

Wase to kayi khamiya ho sakti hai Apne Android phone ka Maxmim volume increase karne ke liye Par hum jo Aapko batane ja rahe hai wo Lagbhag kuch jayada problems se ho sakti hai jaise kisi ka loud speaker chota ho ya fir kuch play karte samay volume kam Aata ho tab hume iska paryog karna chahiye bhale hi hum volume kitna bhi badha le or Aapko Aawaj kam hi lagti hai to Aap is trick ko use kar sakte hai
Ye bhi Padhe:
Mcent Kya Hai Mcent Kaise Use Kare Android Phone Me in Hindi


TaskBucks Kiya Hai or Iska Paryog Kaise Kare Iske Puri Jaankari Hindi Me


Paytm Kya Hai Paytm Par Account Kaise Banaye Puri Jankari Hindi Me

Sabse pehle Aap ye Ussd Code Apne Phone ke dialpad me enter kare *#*#3646633#*#* Or Dialpad me code enter karne ke Baad Aap humari image dekhe niche


1 Aap yaha ye dekh sakte hai ki Aapne jaise hi ussd code enter kiya to Aapke phone sereen me humari image jaise Hi image dekhayi de rahi hogi Aapko find karna hai HARDWARE TESTING

2 Yaha Par Aapko AUDIO par click karna hai

Audio Par click karne ke Baad Aapko or bhi bahut sare options dikhayi denge kisi ko bhi edit na kare hum jo Aapko Batayege Aap kewal usko hi edit kare
Ye bhi Padhe:

Nokia Symbian Phones Me Software Kaise Dale Phoenix Software Se in Hindi


Bad Sector Ko Kaise Repair Karte Hai Hiren's Bootable CD Se in Hindi


Revenuehits Ads Ne



3 Loud Speaker mode Par click kare

4 Yaha Aapko kuch option dikhayi denge Jisme se Aapko kewal Max Vol. 135 Ko edit karna hai or uski jagh 160 Kardena hai hum ne yaha par apne edite ki hiyi image niche dali hai Aap use follow kar sakte hai

5 Yaha par humne 160 Par set kar rakha hai

6 Set par click karne ke baad ok karde

Warring: Engineermode Me kisi bhi parkar ki editing na kare Agar Aap humare Is step ko follow karte hai uske baad Aapko koyi problem Aaye To is me humari koyi jimedaari nhi hogi ya Sab Aap apne risk par karege

Ye bhi Padhe:
Android Phone Me Software Kaise Dala Jane Hindi Me

Android Phone Ki internal Memory Sdcard Se Kaise Badhaye in Hindi

Android Phones Me Gayab Ho Chuke Phone NumRevenuehits Ads Nebers Or Data Ko Kaise Wapas Late Hai

Aapke phone ka ussd code kuch dusara ho sakta hai ye trick use karte samay Aapko kewal Engineermode code ko hi use karna hai Agar Aapke phone me ye code enter karne ke baad engineermode opem nhi hota to ho sakta hai ki Aap galt code enter kar rahe ho ya ye code humne diya hai ye Aapke phone me work na kare to iske liye Aapko search karke apne phone ka ussd code find karna hoga hala ki dhayan rahe ki Aap jo code find kar rahe hau wo engineermode code hi ho

Engineermode Code Se Or Kya-Kya Increase Kar Sakte Hai Aap

Aap Micro speaker ka volume bhi increase kar sakte hai headphone volume bhi Aap isse increase kar sakte hai ashe bhut hi option hai ji hum apne Android phone me increase kar sakte hai Hum Aapko ek baat Or batana chahenge ki company ki taraf se jo fix hota hai wo humari or Aapki safty ke liye hi hota hai is liye iska durparyog na kare

Aapko post se related koyi bhi sawaal hoto Aap humse puch sakte hai

Aapko Agar humari ye post pasand Aaye To Aap humara facebook page like karna na bhule or Apne dosto ke Shath share jarur kare humare new post ki free up date apne Email id par Pane ke Liye Aap hume Apne Email id Se subscribe bhi kar sakte hai Aap chahe To Aap hume social media par bhi follow kar sakte hai jaise facebook, google plus, twitter

सोमवार, 13 जून 2016

Revenuehits Ke Top 9 Placement Se $1000 Par Month Kaise Kamaye in Hindi>>SFTWR

 

Revenuehits Se $ 1000 Par Month Kaise Kamate Hai Best Placement Ka Use Karke


Hello Every One Hum Aapko Is Post Me Batayenge Ki Revenuehits Ke Top 9 Placement Se $ 1000 Par Month Kaise Kamate Hai Revenuehits Bahut Se Blogger Use Karte Honge Par Koyi Bhi Itni Jayada Income Nhi Kar Pata Hoga Kiyo Ki Unhe Top Placement Lagane Ki Jankari Nhi Hoti Hai Jo Bhi New Blogger Hai Unke Liye Ye Best Placement Shabit Ho Sakta Hai Jo Blogger Apne Blog Se Jayada Income Nhi Kar Pate

शुक्रवार, 10 जून 2016

Website Banane Se Pehle Jane Kuch Jaruri Bate Jo Janna Aapke liye Jaruri Hai in Hindi>>SFTWR

 
Website Banane Se Pehle Jane Kuch Jaruri Bate Jo Aapko Pata Honi Chahiye

Dosto Kiya Aap Apne Liye Koyi Website Banana Chahte Hai Or Aapko Nhi Pata Ki Paid Website Ya free Website kaise Banate Hai Free Website or Paid Website Me Kiya Fark hai in dono Me kiya Antar hai To chaliye Hum Aapko Batayege Ki en dono me Kiya fark Hai Or kon Sabse thik rahega free ya paid

गुरुवार, 9 जून 2016

Android Phones Me Lock Screen Par Message Display Kaise Karte Hai in Hindi>>SFTWR

 

Android Phones Me Koyi Bhi Message Lock Par Display Kaise Karte hai Safty Tips 

Hello Friends Hum Aapke liye Lekar Aaye Hai Ek Ashi tips Jise Jankar Aap Sayad Kush Hi Ho Jaye Aap Puri Tarh Kush Honge ya Nhi Hum Ye To Nhi Jante Par ye Trick Aapke Phone Ko safty Jarur Rakhne me Kaamyab Ho Sakti hai Jiski madat se Aap Apne Phone ke lock screen par koyi bhi message Daal Sakte hai jisse Agar Aapka Phone kisi galat Hatho me chala jaye to use pata chal jaye ki Aapke phone me kuch bhi ulta shidha karne se Aap kiya kar sakte hai

मंगलवार, 7 जून 2016

Blog Website Me Https:// On Karne Ke Fayde Or Nukshan Jane in Hindi>>SFTWR

 

Kiya Aap Jante Hai Apne Blog Website Me Https:// On Karne Ke Fayde Or Nukshan Ke Bare Me

Hi Hum Sab Hi Jante Hai Ki Https:/ Kiya Hai Or Kis Liye Kaam Aati Hai Par Kiya Aap Jante Hai Ki Is se Aapke Vistors Par Kiya Fark Pad Sakta Hai Agar Aap Nhi Jante To Hum Aapko Batayege Ki Blog Website Me Https:// On Karne Ke Fayde Or Nushan Ke Bare Me Aap To Kewal Ye Jante Honge Ki Https:// On Karne Se Humare Blog Website Ki Security Badh Jati Hai Or Kuch Nhi To Jane Puri Jankari Humare Shath is Post Me

सोमवार, 6 जून 2016

Apne Android Phone Ko 100% Secure Kaise Karte Hai App Locker Se in Hindi>>SFTWR

 

Apne Android Phone Ko 100% Secure Kaise Karte Hai App Locker Use KarKe Jane Puri Jankari Hindi Me

Hello Friends Hum Aapke Liye laye Hai ashi trick Jisse Aapka Phone 100% Secure ho jayega jisse Aapke Alawa Koyi Aur Aapke phone ka lock Khol Hi Nhi Sakta jab Tak Aap Apna Password Kisi Ko nhi Batate koyi kitna bhi kosis karle koyi bhi trick Aajma le Par Bina Aapke Password Bataye koyi bhi Aapka Phone Unlock Hi nhi Kar Paye Ga To dhayan se Padhe Humari ye post

मंगलवार, 12 अप्रैल 2016

Bad Sector Ko kaise Thik (Repair) karte hai Computer Me in Hindi>>SFTWR

 

Bad Sector Ko Kaise Repair Karte Hai Bad Sector Kya Hota Hai

Welcome my all friends Aapko me is post me ye batane wala hu ki bad sector ko kaise thik karte hai or bad sector kya hota hai kaise hum bad sector ko thik kar sakte hai computer me bad sector kiyo Aa jata hai me ye post sirf is liye likh raha hu ki mere friends ne mujhe iske bare me bataya or iske upar ek post likhne ko bhi kahatha is liye maine ye post likhi hai